Location:HOME > Socializing > content
Socializing
Exploring the Iconic Dialogues of Shah Rukh Khan: A Fans Perspective
Exploring the Iconic Dialogues of Shah Rukh Khan: A Fans Perspective
S
Exploring the Iconic Dialogues of Shah Rukh Khan: A Fan's Perspective
Shah Rukh Khan, often referred to as 'King Khan', has left an indelible mark on the Indian film industry with his exceptional performances and unforgettable dialogues.
Favorite Dialogues
My all-time favorite dialogue from Shah Rukh Khan is:
“Senorita … Bade bade deshon main aisi choti choti baatein hoti rehti hain” from the movie Dilwale Dulhania Le Jayenge (DDLJ).
Noteworthy Dialogues
Shahrukh Khan’s dialogues are as famous as his films. Here are some of the best dialogues from his iconic career:
Veer-Zaara
“Sachi mohabbat zindagi main sirf ek baar hoti hai… aur jab hoti hai toh koi bhagwan ya khuda usse nakamayab nahi hone deta.”
Jab Tak Hai Jaan
“Teri aankhon ki namkeen mastiyaan teri hansi ki beparwah gustakhiyaan teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan nahi bhoolunga main jab tak hai jaan jab tak hai jaan.”
Kabhi Alvida Naa Kehna
“Mohabbat ke zamaane guzar gaye janaab… Ab chote mote pyaar se hi kaam chala lijiye aap.”
Popular Dialogues of Shah Rukh Khan
Some of the popular dialogues that have endeared Shah Rukh Khan to his fans include:
Jab Tak Hai Jaan
“Teri aankhon ki namkeen mastiyaan Teri hansi ki beparwah gustoakhiyaan Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan Nahin bhoolunga main Jab tak hai jaan Jab tak hai jaan…”
Kuch Kuch Hota Hai
Pyaar dosti hai. Agar woh meri sabse achi dost nahi ban sakti toh main usse kabhi pyaar kar hi nahi sakta. Kyunki dosti bina toh pyaar hota hi nahi.
Veer Zara
“Agar kahi kabhi bhi koi dost ki zarrorat pade toh bas itna yaad rakhna ki sarhad paar ek aisa shaks hai jo aap ke liye apni jaan bhi de dega.”
Chalte Chalte
“Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein koi khush hai kyun ki tum khush ho.”
Om Shanti Om
“Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai ki har zarre ne mujhe tumse milane ki koshish ki hai. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaaho toh poori kaynath tumhein usse milane ki koshish mein lag jaati hai….”
Dilwale Dulhania Le Jayenge (DDLJ)
“Mujhe chahiye ek aisi ladki jise dekhte hi dil ki har aarzoo saare khwaab saare rang zinda ho jaaye. Abhi aisa hua nahin hai lekin ab aisa lagta hai jaise koi andekha anjaana chehera baadalon mein se pukaar raha hai. Pata nahin yeh baadal kab hatenge aur kab woh pukaarne waali saamne aayegi…”
Rab Ne Bana Di Jodi
“Main jab bhi aap ko dekhta hoon mujhe Rab dikhta hai. Rab ke samne matha tekta hoon toh dil ko sukoon milta hai. Aap ko hanste hue dekhta hoon toh dil ko aur bhi sukoon milta hai. Toh main toh aapko Rab se bhi zyada pyar karta hoon.”
Kabhi Khushi Kabhi Gham
“Dosti keh alaava bhi kuch rishte hote hain. Kuch rishte joh hum samajhte nahin kuch rishte jo hum samajhna nahin chahte. Kuch rishte jinka koi naam nahin hota sirf ehsaas hota hai. Kuch rishte jinki koi deewar nahin hoti sarhad nahin hoti. Aise rishte jo dil ke rishte hote hain pyar ke rishte hote hain mohabbat ke rishte hote hain…”
Mohabbatein
“Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai har mod aasan nahi hota har mod par khushi nahi milti…. Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte to hum mohabbat ka saath kyon chhode.”
Baazigar
“Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch haarna bhi padta hai … aur haar kar jeetne waale ko baazigar kehte hai”
Conclusion
Welcome to a world where words are powerful. Shah Rukh Khan's dialogues continue to evoke strong emotions and resonate with audiences, making him one of the most beloved actors in Bollywood. These dialogues not only entertain but also deeply connect with the hearts of fans across generations.